भटका भटका फिरता हूँ
Lyricist: Farhat Shahzad
Singer: Ghulam Ali
भटका भटका फिरता हूँ
गोया सूना पत्ता हूँ।
साथ ज़माना है लेकिन
तनहा तनहा रहता हूँ।
धड़कन धड़कन ज़ख़्मी है
फिर भी हँसता रहता हूँ।
जब से तुमको देखा है
ख़्वाब ही देखा करता हूँ।
तुम पर हर्फ़ न आ जाए
दीवारों से डरता हूँ।
मुझपर तो खुल जा ‘शहज़ाद’
मैं तो तेरा अपना हूँ।
–
हर्फ़ = blame, censure, reproach, stigma
February 9, 2006 at 4:39 am
Dint know how to post this…
Bhuli bisri chand ummeden, chand fasane yaad aaye,
Tum yaad aaye aur tumhare saath zamaane yaad aaye.
Dil ka nagar aabaad tha, fir bhi jaise khak si udti rehti thi,
Kaise zamaane aaye ghamein dauran, tere bahane yaad aaye.
Hasne walon se darte the, chup chup kar ro lete the,
Gehri gehri soch mein doobi, do deewane yaad aaye.
Thandi sard hawa ke jhokein, aag laga kar chod gaye,
Phool khile shakhon pe naye, aur dard purane yaad aaye.
Sung by Mehdi Hassan; dont know the shayar.
July 20, 2006 at 9:46 pm
It reminds me of another beautiful ghazal by Bashir Badar(I think), sung by Jagjeet Singh…
Chaand ke saath kayii dard puraane nukale
Kitne gham thhe jo tere gham ke bahaane nikale
Jakhm-e-tanhaaii-e-hizraan me khadaa sochtaa hoon mai
Haaye kya log meraa saath nibaahen nikale….
November 21, 2007 at 9:25 am
choti behr ki khubsurt ghazal hai